Happy Birthday meri pyari Beghum! ❤️
Allah tumhari zindagi ko khushiyon, sukoon,
sehat aur kamyabiyon se bhar de.
Tumhari har dua qabool ho aur tumhari
muskurahat hamesha yunhi qayam rahe.
Tum meri zindagi ki bohat pyari khushi ho. Meri dua hai ke tumhara har din khoobsurat ho aur tum hamesha khush raho.
Meri Beghum, tum mere liye bohat special ho. Hamesha khush rehna aur yunhi muskurati rehna. ❤️